Total Pageviews

Friday, 25 November 2011

" APNE BHI ANJAAN "


“ APNE  BHI  ANJAAN “

Ladna jagadna ek khel huwa karta tha,
Kabhi ruthe toh kabhi mannaye jate thae.
Zindagi ka yeh shayyad Phela Pahelu tha,
Jahaa Anjaan Bhi Apne hojaya karte thae.

Eshaas se judda tha yeh rishta hummara,
Ghum mei bhi muskuraya karte thae.
Khus rahene ka silsila khatam na ho,
Aissi duwa rab se kiya karte thae.

Waqt gujarta raha,
Sapney badalte rahe.
Phir  Dusra Pahelu aaya,
Jab Apno se dur hote rahe.

Milte bhi thae yaaro se,
Par
Na-jaane kyu shabd bikharne lage.
Rukhna bhi chaihta tha,
par
Na-jaane kyu kadam aage badne lage.

Nam hogayie yeh aankhe hummari,
Jab ek dujhe ko aandekha karne lage.
Aasmaan mei udhane ki chaihat ne,
Apne Bhi Anjaan Banne lage.

Special Thanx to Tiku (Hemal Kotak),
Coz.................., I Compelted Ma Poem In His Office :)

Thursday, 17 November 2011

V.Ashara India Se ( Vishal Ashara )











" KAASH "


KAASH


Office mei nahi hoti koi Masti,
Kyuki na kissi ko karni hai Dosti.

Hasste huve har koie kaam karta hai,
Kyuki har kissi ko apna Naam uppar karna hai.

Par kya kissi ne socha hai,
Dosto ke bina har Day’s Adhura hai.

KAASH office mei School Day’s bannaye jaate,
Duo(2) dilo mei khushiyo ke sargam baate jaate.
Waqt ko picche mudd ke yuhi roona na padta,
Har pal khushi aur ghum ke Hisse baate jaate.

KAASH office mei School Day’s bannaye jaate,
Zindagi ke suhaane pal phir laut kea ate.
Wohi School uniform Ek din ke liye pehnne jaate,
Kando pe bag aur gale mei water-bottle hote.

Khushi bhi karti hummara Swaagat,
Kyuki yahi toh thi hummari Chahat.

KAASH office mei School Day’s bannaye jaate,
Kaam ke saath masti kiye jaate.
Hasste huve har koie kaam karta,
Par Yeh Baar
Ek dusre ka Naam uppar karne ki Koshish kiye jaate.

Phir Intezaar Karte Agle Saal Ka,
KAASH office mei School Day’s bannaye jaate.

KAASH………………