Meri aankho ne bohat kuch dekha hai,
Iss dil ne bohat kuch mehsus kiya hai,
Phir bhi ruh meri naraaz hai,
Shaayad issliye usski Talaash Hai…
Kitaab ke panno se nikalta shabd,
Kalam ki sahi se nikalta dard,
Parchaie se nikalti ek aahat,
Bohat kuch samjaati hai,
Shaayad issliye usski Talaash hai…
Annkho ki nami se dil ki dhadkan tak,
Aatma ki ghabrahat se akele pan ki nafarat tak,
Mehsus kiya hai usse,
Shaayad issliye usski Talaash hai...
Pighal gaye ab mere khwaab saare,
Darr nahi ab tujhse milne ka,
Saaso ne diya naa hota dhokaa,
Aye maut tujhse mil Baitha hotta kab ka...
Bahoo mei leke toh dekh mujhe,
Teri galiyo mei mehfil sajaa dunga,
Aye maut Talaash hai teri,
Ab naa mujhe itna tadpa...
Aye Maut Talaash Hai Teri...
Iss dil ne bohat kuch mehsus kiya hai,
Phir bhi ruh meri naraaz hai,
Shaayad issliye usski Talaash Hai…
Kitaab ke panno se nikalta shabd,
Kalam ki sahi se nikalta dard,
Parchaie se nikalti ek aahat,
Bohat kuch samjaati hai,
Shaayad issliye usski Talaash hai…
Annkho ki nami se dil ki dhadkan tak,
Aatma ki ghabrahat se akele pan ki nafarat tak,
Mehsus kiya hai usse,
Shaayad issliye usski Talaash hai...
Pighal gaye ab mere khwaab saare,
Darr nahi ab tujhse milne ka,
Saaso ne diya naa hota dhokaa,
Aye maut tujhse mil Baitha hotta kab ka...
Bahoo mei leke toh dekh mujhe,
Teri galiyo mei mehfil sajaa dunga,
Aye maut Talaash hai teri,
Ab naa mujhe itna tadpa...
Aye Maut Talaash Hai Teri...