Anjani raho ko manzil kahu
Ya musafir kahu
Beete huve kuch pal kahu
Ya kuch kadam kahu...
Yaado ki kashti ko pehchan kahu
Ya dost kahu
Bikharte rishto ko dhokha kahu
Ya imtihan kahu...
Bin baadal barsaat kahu
Ya Bewaffa Kahu
Palko se nikla assu kahu
Ya Baarish kahu...
Aye Ghalib isse kismat kahu
Ya dard kahu
Zameen se nikla laava kahu
Ya tinke se nikli aag kahu...
Mein khudko Vishal Ashara Kahu
Ya Viann kahu
Mein tummhe Mirza Asadullah Baig Khan kahu
Ya Mirza Ghalib Kahu...
Khud se kahu ya Khudha se kahu
Hai sabhi ka alag Nazariya
Mere Ghalib
Hai sabhi ka alag Nazariya....
Ya musafir kahu
Beete huve kuch pal kahu
Ya kuch kadam kahu...
Yaado ki kashti ko pehchan kahu
Ya dost kahu
Bikharte rishto ko dhokha kahu
Ya imtihan kahu...
Bin baadal barsaat kahu
Ya Bewaffa Kahu
Palko se nikla assu kahu
Ya Baarish kahu...
Aye Ghalib isse kismat kahu
Ya dard kahu
Zameen se nikla laava kahu
Ya tinke se nikli aag kahu...
Mein khudko Vishal Ashara Kahu
Ya Viann kahu
Mein tummhe Mirza Asadullah Baig Khan kahu
Ya Mirza Ghalib Kahu...
Khud se kahu ya Khudha se kahu
Hai sabhi ka alag Nazariya
Mere Ghalib
Hai sabhi ka alag Nazariya....