Mitaane se nahi mitate ghum,
Soachte hei assu chalkte hai,
Khamosh hogaie hai meri aankhe,
Ab Dou (2) pal nashein mei jeete hai....
Inquilab khene waale gujar gaye,
Zindabad khene waale na-jaane kaha khogaye,
Bhrashtachar mei bhi saare khush hai,
Phir hum picche kyon rahe....
Chal Daru Peete Hai !!
Saffaid khaadi waale lutte jaa rahe hai,
Khaakhee waale aatankwadi ko paalte jaa rahe hai,
Har taraf Shoshan ho raha hai,
Phir bhi koie kuch naa khe raha hai....
Bhai-chaare mei bhi deewar baandhli,
Dil waale shehar ne izzat luttli,
Har taraf dekho toh aag ne raakh banadi,
Phir bhi koie kuch khene wala nahi....
Chal Daru Peete Hai !!
Niyam banne aur todde gaye,
Kabhi laathi toh kabhi dhammake karte rahe,
Na-jaane kitne marre aur zakhmi huve,
Phir bhi saare chup chaap Sehate rahe....
Har cheez mei daam badh raha hai,
Khushi ka shehar dard mei bae (Float) raha hai,
Har koie vyasta hai apne kaam mei,
Phir kyon hum aawaaj utha te rahe....
Chal Daru Peete Hai !!
Kya yahi haal Rehne waala hai...... :(
No comments:
Post a Comment