Naa-Jaane kitno ne likha hai,
Waffa-E-Ishq par,
Khuda ki rehmat hai hummpe,
Jo aaj likh rahe hai iss par.
Yakeen tha hummei,
Khud se jyaada Khuda pe,
Jisse khoojte rahe shaffon mei,
Woh milenge hummei raho mei.
Har baar kutub-khaane mei baithe huve,
Karte thae unnka intezaar.
Unnki aankho ko dekhkar,
Na-jaane kaha dubh jaate thae yaar.
Tha unnko yakeen,
Karte hai unnse Ishq.
Waqt ko badalte dekh,
Dete rahe Imtihan-E-Ishq.
Anjaan si mulakaat,
Pechaan mei badal rahi thi.
Shabdo ko savarte dekh,
Muskaan bhi sharma rahi thi.
Jukki nighaho ne Izhaar toh kiya,
Dil-E-Nadaan hummei thoda pareshaan kiya.
Juthi duniya na dikhaie unnhone,
Isliye labbo ne Aitraaz kiya.
Kadmo ko rukhte dekh,
Unnhe kashmakas se nikala.
Jab huwa Aitbaar,
Tab humne Waff-E-Ishq samjaaya.
Zindagi se haar kar,
Ishq ka taaj nahi pehenunga,
Saaso mei rahegi aapki mulakaate,
Bas issi ke sahaare jeeta rahunga.
Waffa-E-Ishq par,
Khuda ki rehmat hai hummpe,
Jo aaj likh rahe hai iss par.
Yakeen tha hummei,
Khud se jyaada Khuda pe,
Jisse khoojte rahe shaffon mei,
Woh milenge hummei raho mei.
Har baar kutub-khaane mei baithe huve,
Karte thae unnka intezaar.
Unnki aankho ko dekhkar,
Na-jaane kaha dubh jaate thae yaar.
Tha unnko yakeen,
Karte hai unnse Ishq.
Waqt ko badalte dekh,
Dete rahe Imtihan-E-Ishq.
Anjaan si mulakaat,
Pechaan mei badal rahi thi.
Shabdo ko savarte dekh,
Muskaan bhi sharma rahi thi.
Jukki nighaho ne Izhaar toh kiya,
Dil-E-Nadaan hummei thoda pareshaan kiya.
Juthi duniya na dikhaie unnhone,
Isliye labbo ne Aitraaz kiya.
Kadmo ko rukhte dekh,
Unnhe kashmakas se nikala.
Jab huwa Aitbaar,
Tab humne Waff-E-Ishq samjaaya.
Zindagi se haar kar,
Ishq ka taaj nahi pehenunga,
Saaso mei rahegi aapki mulakaate,
Bas issi ke sahaare jeeta rahunga.